Header Ads

Windows Reseller Hosting

Wooplr.com is Scam company don't work

Hello Friends Aaj main aap sab ko ek new online Earning site ke baareme batane ja rha hu jisska naam hai Wooplr.com, Dosto waise toh bahut sare Company market mein aate rhte hai aur dawa karte hai ki online se aap par month month 50000+ Free mein kama sakte hai kar ke.



Dosto aaj main aap loog ko bataunga ki Wooplr.com mein kaam karna chaiye ya nahi ? Agar aap online se paisa kamana chahte hai toh ye wooplr.com sites mein kaam kar ke aapna kimti times barwaad na kare, Ye site ek baada scam sites hai. Actually ye company aapne aap ko ek online eCommerce company kahti hai. Aur ye company hum se aapne product ka Affiliate marketing karwati hai, Company daawa karta hai ki user ko Up to 15% affiliate sales conversion commission dennge aur affiliate link par 100 views ka INR 10 Rupees denge kar ke parantu ye company hume kuch bhi nahi deti hai. Maine 10 Days pahle ye sites par join kiya tha aur par day more then 500+ maire affiliate link per views bhi tha par ye company ne koi payment nahi kiya,Jab company se contact kiya toh company sirf ek hi chiz bolti hai humare system mein technical issue hai hum aap ke details nahi check kar pa rhe hai. Ye meira personal experience hai Wooplr.com company ke sath. Dosto agar aap bhi aise fake company par kaam kar rhe hai ye kaam karne wale hai toh main aap sab ko batana chahunga ki ye site par kaam kar ke koi faida nahi hoga aapna times ye site mein kaam karke barwaad na kare.

Affiliate marketing se paisa kamane ke liye sab se best option hai Amazon Affiliate marketing

Amazon Affiliate Marketing se paisa kaise kamaye 

Click Here par click kar ke aap amazon affiliate marketing se paisa kaise kamate hai uss ka pura jankari le sakte hai. Dosto Amazon ek Multinational company hai aur ye company ka naam India mein bhi bahut chalta hai. India mein amazon no 1 online eCommerce site kaha jata hai. Amazon mein Affiliate marketing karna bahut aasan hota hai kyu ki site company ke bareme  sab loog jante hai. Agar aap aapne Facebook par Amazon Affiliate ka ek link post karte hai toh aap ke Post mein loog click kar ke jarur dekhte hai kyu ki loogoko pata hai Amazon ke bareme.

Phir se  main aap ko Batana chahunga ki Wooplr.com mein kaam kar ke aapna times baarwad na kare

 

No comments