Header Ads

Windows Reseller Hosting

Blog aur website mein views kaise badhaye

Hello Friends Aaj ke ye Post mein main baataunga ki Blog aur website mein views kaise badhaye, agar aap ka koi Blog ya website hai toh ye Post aap ke liye bahut helpful rhega,Aaj mein pura details mein bataunga ki hum aapne Blog website ka Views kaise badha saakte hai.

 

[caption id="attachment_653" align="aligncenter" width="644"]Backlink Maker Backlink Maker[/caption]

Blog ka views kaise badhaye


Blog Traffic


Dosto Blog mein traffic ke liye sab se pahle humare website mein hume aapne sites ke liye Backlink Generate karna hoga. Free mein Backlink kaise batate hai ye Post mein aapko details mein jaankari mil jayega. Backlink ke liye waise toh bahut saare options available hai - par aaj jo Backlink main baataunga ye bahut helpful rhega aapke sites mein views traffic badhane ke liye. Ye Backlink maker ka naam hai - Jetseotools ye site se aap aapne website Blog mein free mein Backlink bana sakte hai.

Blog Kaise Banaye

Backlink Kaise Banaye


Dosto saab se pahle hume Jetseotools ka official website mein visit karna hai www.jetseotools.com ye site mein jaise hum visit karte hai to hume ek Backlink Maker ka Options show hoga.

Blog mein visitor kaise badhaye, Blog ka views kaise badhaye




Ye Backlink Maker ka option jo show ho rha hai hume uss par click karna hai. Jaise hum Backlink maker par click karte hai tab - ek box open hoga (Enter a domain name ) ye box ke under hume aapne Blog ya Website ka naam enter karna hai. For Example - www.hindimereview.com Domain name enter karne ke baad hume Submit par click karna hai.



 

Domain name Submit karte hi ye waha page open hoga aur hume jo bhi Domain name Submit kiya usska Backlink generate hona start ho jaata hai. Dosto Bus aise hi hum aasani se aapne Blog ya Website ke liye free mein Backlink baana sakte hai. Jaab humare sites mein Backlink generate ho jayega uss ke baad automatically humare sites ka visitor traffic badheyga. Dosto aaj kaal market mein bahut sare Paid Backlink provide karne waali company bhi hai par main aap ko recommend karunga - aapa Blog ya website new hai toh aap paid service maat use kare. Ye Jetseotools ka free Backlink service use kar ke try kare automatically sites ka traffic increase ho jayega.

Dosto aagar aap ko koi bhi chiz nahi samaj aaya hai toh mujhe comments kare Thank-you

1 comment:

  1. Sir ager maine backink bna lia phir uska use kaise kre ..plz btayei sir

    ReplyDelete