Header Ads

Windows Reseller Hosting

AdNow Kya Hai ? AdNow se paise kaise kamaye Full Infrormation

Hello Dosto aaj ke ye Post mein AdNow Kya Hai ? Aur AdNow Ad-Network ka Ads code aapne Blog Webiste par laaga kar paise kaise kamaye ye Details mein batane wala hu. Dosto agar aap ek New Blogger hai Aur aapne abhi abhi new Blogging start kiya hai toh aapka Blog/Website mein AdNow ka Ads laaga kar aap aapne Blog / Website se Earning bhi start kar sakte hai. AdNow Ad-network ka ads aapne sites par laagane se pahle hume AdNow par Account create karna hoga.

AdNow Account Kaise Create Kare


Click Here For Register



Dosto Jaise aap Register par Click karte hai toh aap ke samne ye Register Form open hoga , Sabse pahle Hume (PUBLISHERS) Click kar ke account create karna hai. Register form fill karne ke baad Submit Button par click kare phir  aapka account Successfully create ho jayega.

Account Create ke baad Hume aapne Account mein Login karna hai aapne User Id and Password se. Account Login ke Baad hume Appne Sites ko AdNow mein ADD karna hoga. Sites ADD karne ke liye ADD Sites   par Click kare phir ek form open hoga usse fill karna hai.



Ye Sites Adding form ko fill karne ke baad ADD bottom par click kare 24hrs ke under humare sites ADD ho jayega. Sites ADD ho jaane ke baad hume Ads Unit Generate karke aapne sites par laagana hoga. Uss ke liye hume saab se pahle WIDGETS par click karna hai. WIDGETS click karne ke baad Add WIDGETS  par jaana hai aur aapne website ka naam select karke Ads Code generate karna hai.



Ads Code Generate ke baad HTML code  ka option mein click karna hai phir HTML code ko copy karke aapne Website /Blog mein Widgets Par ja kar ads code ko past karna hai. Jaise ads code ko past karte hai uss ke 15th minute ke under humare sites aap AdNow ka ads show hone lagega.

Jaab site par ads show hoga aur koi siyes visitor humare ads par click karega toh hume ussa Earning milga. Dosto New Blog Website mein jaaldi google Adsense approve nahi hota hai toh new sites ke liye ye AdNow options best rhega.

AdNow Payment kab Aur Kaise Deta hai

Dosto Sab se pahle aapne Account setting mein ja kar aapne Payment details fill kare, AdNow hume PayPal ke duwaara payment karta hai. Jaab humare account mein minimum $20 Balance available hoga tab hum payment Request kar sakte hai.

Agar aap ko AdNow ke baareme koi bhi chiz nahi samja hai toh mujhe comments kare Thank You

No comments